Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !! The purpose of this BLOG is to share Quran and Authentic Hadeeth and call people to the path of Allah with wisdom and good advice." And try to remove Shirk & Biddah from the Muslim ummah, to remove all the misconceptions about Islam & to remind people the purpose of their existence. In Shaa Allah !! To get the reward in Akhirah, share this with your families and friends And for join with our group,send ur name and number to +91- 8507806751
Sunday, 7 January 2018
📍 Jis ne apne bhai par zulm kya ho to usse chahiye ke uss se iss duniya mein hi maaf karwa le.
Hazrat Abu Hurairah Radi Allahu Ta'ala Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya;
"jisne apne kisi bhai par zulm kiya ho to use chahiye ke uss se ( iss duniya mein) maaf karwa le, kyunki aakhirat mein dinar aur diraham (Rupye paisey)nahi honge , iss se pahle (maaf karwa le warna) uss ke bhai ke liye uski nekiyon mein se haq dilaya jayega aur agar uske paas neikiyan nahi hongi to uss (mazlum) bhai ki buraiyan uss par dal di jayegi.
📘 (Sahih Bukhari : 6534)
➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰
🥀To get Reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends & to join them with our group send their names and numbers to
🖍📩+91- 8507806751
📍"Note:-
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.
https://adilsaba.blogspot.com/
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment