Wednesday, 10 January 2018

📍 Surah Al Ikhlaas Ki Fazilat.


Hazrat Abu Sa'id al khudri Radi Allahu Anhu rivayat karte hain keh ek aadmi ne ek aadmi ko

  قل ھو ﷲ احد 

Baar Baar padhte hue dekha, jab subha hui to woh shaksh Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wasallam ki khidmat me hazir hua aur aap sallallahu Alaihi wasallam se tazkrah iss tarah kya goya woh iss ko bahut kamm samjh raha hai, aap sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya keh qasm hai Uss zaat ki jis ke hath mein meri jaan hai, beshak Yeh ( قل ھو ﷲ اخد) ek tihai Quran ke barabar hai.

📘 ( Sahih Bukhari : 7347)

➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰
🥀To get Reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends & to join  them with our group send their names and numbers to

🖍📩+91- 8507806751

📍"Note:- 
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.


https://adilsaba.blogspot.com/

No comments:

Post a Comment