Sunday, 29 October 2017

📍ZAKAAT DIYA KARO ISSEY PEHLE KE KOI LENEY WAALA BAAQI NA RAHEY.


Abu Hurairah [رضي اللّٰه عنه], se rewayet  hai, Nabi Kareem [صلّى اللّٰه عليه و سلّم] Ne Farmaaya Qiyaamat Aaney Se PehLe MaaL Va DauLat Ki Is Qadar Kasrat Hojaayegi Aur Log Is Qadar MaaLdaar Ho Jaaengey Ke Us WaQt Saahib-e-MaaL Ko Us Ki Fikr Hogi Ke Uski Zakaat Kaun QubooL Karey Aur Agar Kisi Ko Dena Bhi Chaahega Tou Usko Yeh Jawaab MiLega Ke Mujhe Is (Zakaat) Ki Haajat (Zaroorat) Nahi Hai.

In English,
The Prophet (Peace be upon him) said: "The Hour (Day of Judgment) will not be established till your wealth increases so much so that one will be worried, for no one will accept his Zakaat and the person to whom he will give it will reply, 'I am not in need of it.' "

📚{Saheeh AL-Bukhaari, Book Of Zakaat, Hadees : 1412}

🥀To get the reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends For join with our group,send your name and number to

🖍📩+91- 8507806751

📍"Note:-
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.

https://adilsaba.blogspot.com/

No comments:

Post a Comment