Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !! The purpose of this BLOG is to share Quran and Authentic Hadeeth and call people to the path of Allah with wisdom and good advice." And try to remove Shirk & Biddah from the Muslim ummah, to remove all the misconceptions about Islam & to remind people the purpose of their existence. In Shaa Allah !! To get the reward in Akhirah, share this with your families and friends And for join with our group,send ur name and number to +91- 8507806751
Sunday, 31 December 2017
📍Akhir , Kuffar E Makkha , Kafir Kyun❓❓
Haq Aur Baatil Ka Farq Khaul Kar Rakh Dene Wali Ye Kitab ( Quran Kareem ) Mein Iss Baat Ko Wazeh Taur Pe Baayan Kar Diya Gya Hai Ke -
🥀 "Woh Allah Ke Siva Unn Logon Ki Ibadat Karte Hain Jo Unn Ko Nuqsan De Sakte Hain Na Faida Aur Woh Kahte Hain Ke Ye Allah Ke Huzur Hamari Sifarish Karte Hain.
Aye Nabi ( Sallallahu Alaihi Wasallam ) Unn Se Kah Dijiaye : Kiya Tum Allah Ko Aasman O Zameen Ki Kahbar De Rahe Ho Jin Ka Uss Ko Ilm Nahi Hai.
Allah Paak Aur Buland O Bala Hai Uss Cheez Se Jo Ye Shirk Karte Hain ."
📚{Surah Yunus, Aayet :18}
🖍🖍
Iss Ayat Mein Unn Ki Kasur Bata Diya Gaya Hai Aur Wo Ye Hai Ke Woh Allah Ko Ek Manna , Uss Se Duaen Mangne Ke Ilawah Woh Buzrugon Ki Ibadat Bhi Karte The , Yani Unn Ki Nazar O Neyaz Aur Charhawe Bhi Dete The , Unn Ke Naam Ke Wazife Bhi Karte The Ke Unn Ki Ruhon Ko Khush Kar Liya Jaye To Ye Hamari Sifaarish Karte Hain Aur Qarb E Illahi Ka Zariya Bante Hain.
Allah Ta'aa Ne Iss Amal Ko Shirk Qarar Diya Hai Aur Aisa Amal Karne Walon Ko Kafir.
🥀Ab Zara Ghaur Kijiaye Aj Kal Ke Log Jo Khud Ko Musalman Kahte Hain , Bhi To Yahi Kuch Kar Rahe Hain. Aur Agar App Bhi Aisa Karte Hain To Fauran Tawbah Kar Len.
`Allah Subhan Wa Ta'La Hum Sab Ko Haq Baat Samjhne Aur Uss Pe Amal Karne Ki Taufiq Ata Farmaye..
Aameen"
➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰
🥀To get Reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends & to join them with our group send their names and numbers to
🖍📩+91- 8507806751
📍"Note:-
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.
https://adilsaba.blogspot.com/
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment