Tuesday 5 December 2017

📍 ISLAM KISI DOSRE KO TAKLEEF MEIN DALNA NAHI SIKHATA.


Abu Hurayra R.a. Riwayat Karte Hai Ki Rasoolallah ﷺ Ne Farmaya, Ek Shaks Ne Raste Par Ek Kanta Dekh Kar Kaha Ki Mai Is Kante Ko Hataunga (Is Raste Se) Taaki Wo Kisi Musalman Ko Takleef Na De. Rasoolallah ﷺ Ne Farmaya Ki Uske Is Amal Ke Wajah Se Uski Magfirat Kar Di Gayi.

📚{Al Adab Al Mufrad, Kitab Al Ma'ruf, Hadith - 229}
{Classed As Sahih By Albani}

Jo Deen Hame Raste Se Kante Tak Ko Hatane Ki Taaleem Deta Hai Taaki Dusro Ko Takleef Na Pohche Bhala Wo Deen Roads Ko Block Kar Ke Dusro Ko Pareshani Me Dalne Ki Taaleem Kaise De Sakta Hai ❓❓❓❓❓❓


➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰
🥀To get Reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends & to join  them with our group send their names and numbers to

🖍📩+91- 8507806751

📍"Note:- 
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.


https://adilsaba.blogspot.com/

No comments:

Post a Comment