Hazrat Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai keh Rasool Allah sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya keh tum mujhe chorr do jab tak keh main tum ko chorr dun ( yani baghair zarurt ke mujh se sawal na karo ) tum se pehle ki qaumen kasrat sawal aur anbiya se ikhtalafat ke sabab ha'lak ho gyn jab tum ko kisi cheez se man karun to uss se parhez karo aur tum ko kisi baat ka hukm dun to uss ko karo jis qadr tum se mumkin ho sake ."
📘 (Sahih Bukhari : 7288)
➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰
🥀To get Reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends & to join them with our group send their names and numbers to
🖍📩+91- 8507806751
📍"Note:-
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.
https://adilsaba.blogspot.com/
No comments:
Post a Comment