Sunday 17 December 2017

📍 Kisi shaksh ke liye ye munasib nahi ke apne bhai ko uss ke baithne ki jagah se hata kar uss ki jagah baithe



 Ibn Juraij , Nafí , Ibn Umar Radi Allahu Anhu se rivayat karte hain ke Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wasallam ne mana farmaya :

Iss baat se ke koi shaksh apne bhai ko uss ke baithne ki jagah se hata kar uss ki jagah baithe  , maine nafi se pucha kya ye jumah ka hukm hai, to unho ne jawab dya ke jumah aur ghair jumah dono ka yahi hukm hai.

📘 (Sahih Bukhari : 911)

➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰
🥀To get Reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends & to join  them with our group send their names and numbers to

🖍📩+91- 8507806751

📍"Note:- 
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.


https://adilsaba.blogspot.com/

No comments:

Post a Comment