Wednesday 13 December 2017

📍 Apki kaamai halal hai ya haram iss par ghaur zarur karen.



Hazrat Abu Hurairah Radi Allahu Anhu  se riwayat hai woh Rasool Allah ﷺ se bayan karte hai aap sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya;

👇👇👇👇

 "logon par ek zamana aisa ayega jab insan ko uski kuch parwah nahi rahegi ke maal ko halal tariqe se hasil kiya hai ya haram tariqe se ??"

📘 (Sahih Bukhari : 2059)

🚫 Ye zamana achuka hai ye baat Nabi ﷺ ne 1400 saal phele kahi thi jo aj sabit bhi ho gayi hai

Aj bahut kamm hi logon ko ye fikr hoti hai ki uss ki kaamai halal hai ya haram nahi to zyada tar logon ko  bass  paise se matlab .

➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰
🥀To get the reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends For join with our group,send your name and number to

🖍📩+91- 8507806751

📍"Note:-
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.

https://adilsaba.blogspot.com/

No comments:

Post a Comment