Tuesday, 12 December 2017

📍 Kamzor Majdoor logon ki Duaon ka Asar.


Hazrat Saad ibn e waqqas Radi Allahu Anhu ka khayal tha ke inhe dusre bahut se sahaba par ( apni maldari aur bahaduri ki wajah se ) fazilat haseel hai to.

Nabi Kareem ﷺ ne farmaya ke tum log sirf apne kamzor mazdoor logon ki duaon ke natijeh mein Allah ki taraf se madad pauchaee jati hai aur unhi ki duaon se rizq diye jate hai.

📘 (SAHIH BUKHARI # 2896)

🚫 Yani hume inhee gharibon kamzorun ki duaon ki  wajah se  hi hame madad aur  rizq diya jata hai par  aj kal hum hi unhe bura bhala kahe kar zaleel kar ke bhaga dete hai to wo dua denge hame ya bad dua ❓❓

➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰
🥀To get Reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends & to join  them with our group send their names and numbers to

🖍📩+91- 8507806751

📍"Note:- 
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.


https://adilsaba.blogspot.com/

No comments:

Post a Comment