Sunday, 31 December 2017

📍 KISI KO YEH KAHNA KE ALLAH FALAN SHAKSH KO NAHI BAKSHE GA.


Jundub Radi Allahu Anhu se rivayat hai keh Rasool Allah sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya;
"Ek aadmi ne kaha  ," Allah ki Qasam Allah falan (gunahgar) shaksh ko nahi bakshe ga."
To Allah ne farmaya ;

"Kaun hai Jo mujh par iss baat ki Qasam khata hai ke Mai falan shaksh ko nahi bakshun ga ?"

Beshak Maine iss gunahgar shaksh ko baksh dya aur tere neik amaal zaya kar Dye."

📘 (Sahih Muslim :6681)

➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰
🥀To get Reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends & to join  them with our group send their names and numbers to

🖍📩+91- 8507806751

📍"Note:- 
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.


https://adilsaba.blogspot.com/

1 comment:

  1. SubhanAllah! This Hadith is a powerful reminder that Allah’s mercy knows no bounds and we should never judge others. 💖✨ Let’s focus on our own deeds and seek Allah’s forgiveness. For deeper reflection, explore the beauty of Surah Yaseen PDF —it’s filled with lessons and blessings!

    ReplyDelete