Saturday 4 November 2017

📍Allah Taa’ala Jiski Behtari Chahta Hai usey.


Hadees:
Ibn Abbas (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasalla) Ne Farmaya ,

👇🏻👇🏻👇🏻
“Allah Taa’ala Jiski Behtari Chahta Hai, Usey Deen Ki Samajh A’ta Karta Hai.”
📚{Jami At-Tirmidi, 2645}

Ek Aur Riwayat Me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai –

👇🏻👇🏻👇🏻
“Allah Ta’ala Jis Ke Sath Bhalayi Ka Irada Farmata Hai, Uss Ko Deen Ki Samajh De Deta Hai..”
📚{Sahih Bukhari, 71}

Wajahat
Haq waje ho gaya hai Allah Ta’ala Jis Ke Sath Bhalayi ya Behtar Karne ka Irada kerta Hai, Uss Ko Deen Ki Samajh De Deta Hai..”
Abhi ke waqt me Log bahut se wajah se preshan hain jo ki mouzudah halaat chal raha hai is ki wajah yeh hai ki logon ke Emaan mein kammi hai. Aur Deen ko samjh nahi paa rahe hai Haq or batil me farq samjh nai paa rahe hain or Duniya ki mohabbat me apne aap duniyadar bana chuken hain

Beharhaal!
Allah Se Dua hai ki hame Deen ki samjh de or Duniya se zyadaada Deen ki mohabbat dil me paida kare,

Aameen

➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰
🥀To get the reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends For join with our group,send your name and number to

🖍📩+91- 8507806751

📍"Note:-
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.

https://adilsaba.blogspot.com/

No comments:

Post a Comment