Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !! The purpose of this BLOG is to share Quran and Authentic Hadeeth and call people to the path of Allah with wisdom and good advice." And try to remove Shirk & Biddah from the Muslim ummah, to remove all the misconceptions about Islam & to remind people the purpose of their existence. In Shaa Allah !! To get the reward in Akhirah, share this with your families and friends And for join with our group,send ur name and number to +91- 8507806751
Saturday, 4 November 2017
NAMAZ KA MOKAMMAL TARIQA - SAHI HADEES KI ROSHAN DALEEL SE.
Nabi e Kareem ke tariqe par namaz padhna zaruri aur farz hai.
Nabi e Kareem ne farmaya: Namaz us tarah padho jis tarah tum mujhe Namaz padhte dekhte ho.
(Bukhari, Kitabul Azan, Baab Azanul Musafireen iza kaanu jamaa' al wa iqama..)
1. TAKBEER TAHREEMA AUR DONO HATHO KO KANDHO YA KAAN KI LAU TAK UTHANA
(Ibn e Maaja Hadees no. 275)
(Bukhari, Kitabul Azan, Baab ila aina yarfa yadeeh? No. 738)
2. QAYAAM:
(Bukhari, kitabul taqseer, baab iza lam yatiq...no. 1117)
3. HATH SEENE PAR BANDHNA
(Bukhari, Kitabul Azan, Baab waza yameeni alal yasri... No. 740)
(Abu Dawood Hadees no. 759)
(Ibn e Khuzaima, Kitabus Salaah, no. 479)
(Musnad Ahmed, 5/226)
4. SANA:
(Bukhari, kitabus salaah, baab ma yaqoolo baad ut takbeer)
5. QERAAT:
(Abu Dawood, Kitabus Salaah, no. 775)
6. SURAH FATIHA: (Bukhari, Kitabul Azan, no. 756, Muslim, no. 394)
7. US SAKHSH KI NAMAZ NAHI JO SURAH FATIHA NA PADHE
(Fajr ki namaz wali hadees... Saheeh Ibn Hibban, no. 1785, Musnad Ahmed no. 23047)
8. SURAH FATIHA HAR REKAT ME PADHNA LAAZMI HAI(Bukhari, no. 793)
9. SURAH FATIHA KE BAAD BULAND AWAZ ME AMEEN KEHNA
(Bukhari, Kitabul Azan, no. 782)
(Ibn Hibban, 1806, Mastadrk Haakim, 1/223 no. 812)
(Abu Dawood, no. 932, Tirmizi no. 248)
Yahoodi Ameen kehne se jalte the. (Ibn e Maaja, Kitab Iqamatus Salwaat, Baab Zahr bil Ameen. no. 856)
10. FATIHA KE BAAD QIRAAT
Zehri Namaz me Surah Fatiha Padh kar khamosh ho jayen. (Abu Dawood, no. 824)
Sarri Namaz me iske baad koi surah padh len (Abu Dawood, no. 824)
11. RUKU SE PEHLE AUR BAAD AUR TEESRE REKAT PAR UTHNE PAR RAFULADAIN KARNA
(RAFULADAIN KE KAM SE KAM 240 SE JYADA SAHI HADEESE MAUJOOD HAIN, HADEES KI KOI KITAB ISSE KHALI NAHI)
(Bukhari, Kitabul Azan no. 735, Muslim, no. 390, Abu Dawood, Tirmizi, Ibn e Maaja, Musnad Ahmed, Motta Malik)
Imam Shafai farmate hain: RAFULADAIN ki rewayat Sahaba Ekram ki itni badi jamaat ne bayan ki hai ke shayad isse jyada tadad ne dusri koi Hadees rewayat nahi ki hai. (Neelul Autaar 2/3/9)
HANFI ULMA KI NAZAR ME
-- Maulana Abdul Hayyi Lackhnowi farmate hain: "Nabi Kareem se RAFULADAIN karne ka saboot bahut jyada aur nehayat umda hai, jo log kehte hain ke RAFULADAIN mansookh hai, unka ye dawah bebuniyaad hai, unke paas koi tasalli bakhsh daleel nahi hai." (Taleequl Momjad pg. 91)
Iske ilawa Hanfi Ulma Allama Sindhi, Anwar Shah Kashmiri, Rasheed Ahmed Gangohi, Maulana Ashfaqur Rahman jaise Deoband Ulma wagairah ne RAFULADAIN ke sahi aur sabit hone ka aytraaf kiya hai.
12. RUKU KA TARIKA (Bukhari, Kitabul Azan no.803, Abu Dawood 731, 734, Tirmizi no. 260)
13. RUKU KI DUA'E (Bukhari no. 794, Muslim no. 484)
14. RUKU KE BAAD (Bukhari Kitabul Azan, no. 793. Muslim no. 484)
15. RUKU KE BAAD ITMINAAN AUR SIDHA HONA AUR DUA PADHNA
(Bukhari, Kitabul Azan no. 799)
16. SAJDAH KARNE KA TARIQA
(Bukhari, Kitabul Azan no. 812, Muslim 230/490)
17. SAJDAH KI DUA'EN (Bukhari, Kitabul Azan no. 794, Muslim no. 772)
18. DO SAJDO KE DARMIYAN BAITHNA (Muslim, Kitabus Salaah, no. 472, Bukhari no. 800)
19. DONO SAJDE KE DARMIYAN KI DUA (Muslim no. 2697)
20. JALSA ISTAHARAT (DUSRI AUR CHAUTHI REKAT KELIYE KHADE HONE SE PEHLE SIDHE HOKAR BAITH JANA) -
(Bukhari, Kitabul Azan no. 824)
21. DUSRI REKAT
(Muslim, Kitabul Masaajid, no. 599)
22. TASHAHUD -
-- PEHLE TASHAHUD ME BAITHNE KA TARIQA (Bukhari, Kitabul Azan no. 827, Muslim, no. 579,580, Nesai no. 1265)
23. TASHAHUD KE DAURAN UNGLI KO HARKAT DETE REHNA
(Muslim, Kitabul Masaajid, no. 580... Abu Dawood, no. 726, Nesai, no. 890)
24. TASHAHUD KI DUA'EN (Bukhari, Kitabul Amal fee Salaah, no. 1202, Muslim, no. 402)
25. TASHAHUD ME DAROOD SHAREEF PADHNA
(Bukhari, no. 3370, Muslim, no. 406)
26. TEESRI REKAT (Muslim no. 392, Bukhari no. 739)
27. AKHRI TASHAHUD - (Bukhari, Kitabul Azan, no 828. Muslim, no. 579)
28. TASHAHUD KE BAAD SALAM SE PEHLE KI DUA'EN
(Muslim, Kitabul Masaajid, no. 588, Bukhari, no. 832, 834. Muslim, no. 2705)
29. NAMAZ KA IKHTATAAM (SALAAM) (Abu Dawood, no. 996, 997)
30. NAMAZ KE BAAD KE AZKAAR
(Bukhari no. 842, Muslim, no. 591, 594. Abu Dawood, no. 1522, Bukhari, no. 844, 2822....)
NAMAZ E WITR KI EHMIYAT
(Abu Dawood, no. 1422; Nesai, no.1711; Ibn e Maaja, no. 1190)
WITR KI REKAT --
Ek(1) Rekat ki Daleel - (Bukhari, Kitabul Witr, no. 990)
Teen(3) Rekat ki Daleel -
(3 Rekat ek Tashahud ke sath padhna hai aur Namaz e Maghrib se mushabehat nahi karna) --
(Haakim 1/304, no. 1138; Ibn Hibban, no. 2429)
Paanch(5) Rekat ki Daleel - (5 Rekat sirf ek Tashahud ke sath padhna hai .. beech me too Tashahud nahi karna) --
(Muslim, no. 737)
Saat(7) Rekat ki Daleel - (Sirf ek Tashahud ke sath - Nesai, Kitabul Qayamul Layl, no. 1719)
(Chatti Rekat par Tashahud baithna lekin salam phere begair khade hona aur saatwi Rekat ke baad salam pherna--
Nesai, Kitabul Qayamul Layl, no. 1720)
Nau(9) Rekat ki Daleel - (Muslim, no. 746)
➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰
🥀To get the reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends For join with our group,send your name and number to
🖍📩+91- 8507806751
📍"Note:-
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.
https://adilsaba.blogspot.com/
Labels:
Namaj
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment