Saturday, 4 November 2017

📍Shafa Or Shifa Me Kya Fark Hai.


Kuch Log In 2 Ko ek He Lafz Samajhtay Hian.

Lekin In Me Boht Gehra Fark Hai.

📚Shifa:
👇🏻 👇🏻
Iska Matlab Hai Sehat Or Tandrussti Jab Ke.

📚Shafa:
👇🏻 👇🏻
Iska Matlab Hai Garha Ya Qabar, Aksar Log Kehtay Hain K Allah Apko Shafa De. To Matlab Ullat Ho Jata Hai Or Ye Dua Nahe Bul K Bad Dua Hai.

Hamesha Kehna Chahye K Allah Apko Shifa De
Ameen"

Dalil
👇🏻👇🏻
  وَنُنَزِّلُ مِنَ الْقُرْآنِ مَا هُوَ شِفَاءٌ وَرَحْمَةٌ لِلْمُؤْمِنِينَ ۙ وَلَا يَزِيدُ الظَّالِمِينَ إِلَّا خَسَارًا

Yeh quran jo hum nazil ker rahey hain momino kay liye to sirasir shifa aur rehmat hai. Haan zalimon kay ba-juz nuksan kay aur koi ziyadti nahi hoti.

📚{Surah-Bani-Israeel, Aayet 82}

وَكُنْتُمْ عَلَىٰ شَفَا حُفْرَةٍ مِنَ النَّارِ فَأَنْقَذَكُمْ مِنْهَا

Aur tum Log aag kay garhay kay kinaray phonch chukay thay to uss ney tumhen bacha liya.

📚{Surah-Al-e-Imran, Aayet 103}


➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰
🥀To get the reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends For join with our group,send your name and number to

🖍📩+91- 8507806751

📍"Note:-
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.

https://adilsaba.blogspot.com/

No comments:

Post a Comment