Saturday, 4 November 2017

Mout Ki Tamanna Hargiz Na Kare.


📝👉🏻Abu Hurairah (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya:
“Tum Me Se Koyi Maut Ki Tamanna Na Kare Kiyun Ki, Agar Woh Nek Hai Tou Ho Sakta Hai Woh Aur Zyada Nekiyan Kar Le ,Aur Agar Who Gunahgaar Hai Tou Shayad Woh Aapne Allah Ko Raazi Kar Le.”

'None of you should wish for death. Either he is a doer of good, so if he lives he will do more good or he is a doer of evil but perhaps he will give up his evil ways."

📚{Sunan an-Nasa'i 1819, Vol. 3, Book 21, Hadith 1820}

In’sha’Allah Ul Azeez !!!
Allah Ta’ala Hum Kehne Sun’ne se Jyada Amal Ki Taufik Dey!

Aameen !!!

➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰
🥀To get the reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends For join with our group,send your name and number to

🖍📩+91- 8507806751

📍"Note:-
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.

https://adilsaba.blogspot.com/

No comments:

Post a Comment