Sunday, 5 November 2017

Kisi Ko Diyaa Hua Tohfa Waapas Na Le.


Hadees: Hazrate Ibn Abbas Aur Ibn Umar (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,

Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya:
“Kisi Shakhs Ke Liye Ye Jayaz Nahi Ki Wo Kisi Ko Diya Hua Tohfa Waapas Le Siwaaye Baap Ke Jo Apne Bete Ko Diya Hua Tohfa Waapas Le Sakta hai.”

(Sunan Ibn Majah 2377)

Hadees: Ek Riwayat Me (Sallallahu Aalihi WaSallam) Farmate Hai,
“Hadiya (Tohfa) De Kar Waapas Lene Wala Uss Kutte Ki Tarha Hai Jo Qai (Vomit) Karke Chaat Leta Hai”.

(Sahih Muslim Book 012, Hadees 3957)

➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰
🥀To get the reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends For join with our group,send your name and number to

🖍📩+91- 8507806751

📍"Note:-
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.


https://adilsaba.blogspot.com/

No comments:

Post a Comment