Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !! The purpose of this BLOG is to share Quran and Authentic Hadeeth and call people to the path of Allah with wisdom and good advice." And try to remove Shirk & Biddah from the Muslim ummah, to remove all the misconceptions about Islam & to remind people the purpose of their existence. In Shaa Allah !! To get the reward in Akhirah, share this with your families and friends And for join with our group,send ur name and number to +91- 8507806751
Saturday, 4 November 2017
📍Nabi E Kareem ka bhi Sajda kerna shirk or kufr hai.
📍Hadees📍
Hazrat Abdullah Bin Abu Awfa r.a farmate hain ki Muaz Bin Jabal mulke shaam (Syria) se aur Huzur Alaihissalam ko sajda kiya. Aapne pucha, aye Muaz ! ye kya hai?. Hazrat Muaz r.a farmate hain, mai mulke shaam gaya tha aur dekha ki wahan log apne peshwaon ko sajda karte hain isliye maine chaha ki mai apko sajda karun. Huzur Alaihissalam ne farmaya, aisa nahi karna. Agar mai Allah ke alawa kisi ko sajda karne ki ijazat deta to aurton ko hukm deta ki wo apne shohar ko sajda kare.
📚{Sunan Ibne Majah,1853}
WAZAHAT
Jab Hazrat Muaz r.a ne sajda kiya to zahiriyat se ye amal shirk aur kufr tha. Lekin Nabi e Kreem ne fauran hukm diya un par, balke pucha ki aye muaz ye kya hai. Yaani unki niyyat puchi ki aisa kyu kiya. Isme kufr aur ghaire kufr dono ka gumaan hai, agar ibadat ki niyyat thi to kufr kiya aur tazeem ke liye sajda kiya to haram hai. Yaani haram (gunah, khata) bhi ho sakta hai jabki zahir me sareeh kufr nazar araha hai. Agar aaj ke mulla hote to seedhe fatawa de dete shirk kufr ka.)
Jazakallah Khair May Allah Bless you All.
➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰➰
🥀To get the reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends For join with our group,send your name and number to
🖍📩+91- 8507806751
📍"Note:-
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.
https://adilsaba.blogspot.com/
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment