Thursday 2 November 2017

📍Jab Allah Kisi Musalmaan ko Beemari Me Mubtilah Karta hai.


Hadees:
Yahiya Ibn Say’eed (Razi Allahu Anhu)Se Riwayat Hai Ki Rasool Allah(Sallallahu Alaihai Wasallam)Ke Daur Me Ek Shakhs Ki Maut Par Dusra Ek Shakhs Ne Kaha, Woh Bada Naseeb wala Tha, Kisi Beemari Ya Taqleef Ke Bagair Hi Mar Gaya,Ye Baat Sunkar Rasool Allah (Sallallahu Alaihai Wasallam)Ne Farmaya“Tum Mein Se Kisne Kaha Ki Woh Bahut Nassebwala Tha❓

Agar Allah Use Kisi Beemari Mein Mubtilah Karta ! Tou (Uske Badle) Uski Gunaho Ko Maaf (Kaffara) Kar Deta.
📚{Muatta Imaam Malik, Hadees 1478}
📚{Mishkatul Masabeeh, Hadees 1578}

🥀To get the reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends For join with our group,send your name and number to

🖍📩+91- 8507806751

📍"Note:-
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.

https://adilsaba.blogspot.com/

No comments:

Post a Comment