Thursday 2 November 2017

📍Nakhun Badhane Ke Bare Me Kya Huqm Hai ❓❓


Kuch Log Apni Sabse Chhoti Anguli Ka Nakhun Bhi Badhate Hai❓❓

Nakhun Badhana'Khilaaf Sunnat Hai,

Nabi (S.A.W) Ka Irshad Hai:

"5 Cheezain Fitrat Se  Hain:
Khatna Karna,
Ustra Estemal Karna,
Baglo Ke Baal Ukharna,
Nakhun Tarashna,
Aur Munche Katna."
📚{Sahih Bukhari :5889}
📚{Sahi Muslim : 257}

Lehaza Hamare Liye Jaiz Nahi Hai Ki Hum Inhain 40 Raton Se Zyada Arse Tak Na Kate Jis Tarh Ki.

Hazrat Anas Radi Allahu Anhu Se Sabit Hai Hamare liye ;

Munche Katne,
Nakhun Tarashne,
Baglo Ke Baal Ukharne
Aur Zair-e- Naaf Baal Mundane

Ke Liye Wqt Muqarar Kia Gaya Hai Ki Hum Inhain 40 Din Se Zyada Na Chhore."

📚{Sahih Muslim : 258}
📚{Sunan Abu Dawud :4200}

Aur Is Liye Bhi Ki Nakhun Badhana Darindo Aur Kuffar Ke Sath Mushbehat Hai.

🥀To get the reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends For join with our group,send your name and number to

🖍📩+91- 8507806751

📍"Note:-
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.

https://adilsaba.blogspot.com/

No comments:

Post a Comment