Thursday 2 November 2017

📍Sajde Me Dua Mangna - Aap ﷺ Ki Sajde Ki Dua.

Sajde Me Dua Mangna -

Jin Waqto Me Dua Ki Qubuliyat Ka Zyada Imkaan Hota Hai Wo Waqt Namaz Ke Sajde Me Bhi Hai :

Abu Hurairah r.a. Riwayat Karte Hai Ki Rasoolallah ﷺ Ne Farmaya, "Bandah Apne Rabb Ke Sab Se Ziyadah Qareeb Us Haalat Mein Hota Hai Jab Woh Sajde Mein Hota Hai, Lihaaza Us Mein Kasrat Se Dua Karo."

📚{Sahih Muslim, Hadith- 482}

Abu Hurairah r.a. Riwayat Karte Hai Ki RasoolAllah ﷺ sajde me ye dua manga karte the, "Ae Allah Mere Saare Gunaah Muaf karde, chote aur bade, pahle aur akhir ke, khule hue aur chupe hue."

📚{Sahih Muslim, Hadith- 483}

This dua in arabic:


‏ اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي ذَنْبِي كُلَّهُ دِقَّهُ وَجِلَّهُ وَأَوَّلَهُ وَآخِرَهُ وَعَلاَنِيَتَهُ وَسِرَّهُ ‏

🥀To get the reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends For join with our group,send your name and number to

🖍📩+91- 8507806751

📍"Note:-
Hamare Old Msg Read Karne Ke Liye قرآن و سنہ ke blogspot Par visit kare.

https://adilsaba.blogspot.com/

No comments:

Post a Comment